होटों पर जो नाम है
उस नाम की कीमत कितनी है?
चाँद में जो दाग है
उस दाग की कीमत कितनी है?
घर बार, प्यार, सपने सारे
पहले से गिरवी रखे हैं
ईमान बचाए रखा जो
ईमान की कीमत कितनी है?
गाँठें खिंच खिंच कर तार हुईं
रिश्तों के धागे टूट गए|
दुनिया हमसे बेजार हुई
सब रस्में वादे टूट गए|
माना हस्ती छोटी है पर
हक इतना तो रखता हूँ
पूछ सकूँ मैं तुझसे, "मेरे
यार, मुहब्बत कितनी है?"
For those whose Hindi font is not working properly:
Hoton par jo naam hai
Us naam ki keemat kitni hai?
Chaand mein jo daag hai
Us daag ki keemat kitni hai?
Ghar baar, pyaar, sapne saare,
Pehle se girvi rakhe hain
Imaan bachaye rakha jo
Imaan ki keemat kitni hai?
Gaanthen khinch khinch kar taar huin
Rishton ke dhaage toot gaye
Duniya hamse bezaar hui
Sab rasme waade toot gaye
Maana hasti chhoti hai par
Haq itna to rakhta hoon
Poochh sakoon main tujhse, "Mere
Yaar Muhabbat kitni hia?"
उस नाम की कीमत कितनी है?
चाँद में जो दाग है
उस दाग की कीमत कितनी है?
घर बार, प्यार, सपने सारे
पहले से गिरवी रखे हैं
ईमान बचाए रखा जो
ईमान की कीमत कितनी है?
गाँठें खिंच खिंच कर तार हुईं
रिश्तों के धागे टूट गए|
दुनिया हमसे बेजार हुई
सब रस्में वादे टूट गए|
माना हस्ती छोटी है पर
हक इतना तो रखता हूँ
पूछ सकूँ मैं तुझसे, "मेरे
यार, मुहब्बत कितनी है?"
For those whose Hindi font is not working properly:
Hoton par jo naam hai
Us naam ki keemat kitni hai?
Chaand mein jo daag hai
Us daag ki keemat kitni hai?
Ghar baar, pyaar, sapne saare,
Pehle se girvi rakhe hain
Imaan bachaye rakha jo
Imaan ki keemat kitni hai?
Gaanthen khinch khinch kar taar huin
Rishton ke dhaage toot gaye
Duniya hamse bezaar hui
Sab rasme waade toot gaye
Maana hasti chhoti hai par
Haq itna to rakhta hoon
Poochh sakoon main tujhse, "Mere
Yaar Muhabbat kitni hia?"
awsome poem!!! you really are maturing as a poet!!!
ReplyDeletehooha!
ReplyDeleteJubaa par na rakho itne sawaal..kehna hota hai, unhe bhi bahut kuch khaas..
ReplyDeletepar kuch toh faaslein hote hai dilo ke bhi darmyaan
Aks agar ho mohbbat ka saccha toh bin bole..bin bhoojhein vei khud hi bayaan hote hai